Skip to main content

Posts

Showing posts from September, 2015

इन्द्र जिमि जम्भ पर (Indra Jimi Jambh Par) - भूषण ( Bhushan)

इन्द्र जिमि जंभ पर, बाडब सुअंभ पर, रावन सदंभ पर, रघुकुल राज हैं। पौन बारिबाह पर, संभु रतिनाह पर, ज्यौं सहस्रबाह पर राम-द्विजराज हैं॥ दावा द्रुम दंड पर, चीता मृगझुंड पर, 'भूषन वितुंड पर, जैसे मृगराज हैं। तेज तम अंस पर, कान्ह जिमि कंस पर, त्यौं मलिच्छ बंस पर, सेर शिवराज हैं॥ ऊंचे घोर मंदर के अंदर रहन वारी, ऊंचे घोर मंदर के अंदर रहाती हैं। कंद मूल भोग करैं, कंद मूल भोग करैं, तीन बेर खातीं, ते वे तीन बेर खाती हैं॥ भूषन शिथिल अंग, भूषन शिथिल अंग, बिजन डुलातीं ते वे बिजन डुलाती हैं। 'भूषन भनत सिवराज बीर तेरे त्रास, नगन जडातीं ते वे नगन जडाती हैं॥ छूटत कमान और तीर गोली बानन के, मुसकिल होति मुरचान की ओट मैं। ताही समय सिवराज हुकुम कै हल्ला कियो, दावा बांधि परा हल्ला बीर भट जोट मैं॥ 'भूषन' भनत तेरी हिम्मति कहां लौं कहौं किम्मति इहां लगि है जाकी भट झोट मैं। ताव दै दै मूंछन, कंगूरन पै पांव दै दै, अरि मुख घाव दै-दै, कूदि परैं कोट मैं॥ बेद राखे बिदित, पुरान राखे सारयुत, रामनाम राख्यो अति रसना सुघर मैं। हिंदुन की चोटी, रोटी राखी हैं सिपाहिन की, कांधे मैं जनेऊ राख्यो, माला राखी गर मैं॥...

Top Class Urdu Ghazal

Kabhi ruk gaye Kabhi chal diye Kabi chalte chalte bhatak gaye, Yun he umr sari guzaar di yun he zindagi k sitam sahay. Kabhi neend mein Kabhi hosh mein Tu jahan mili Tujhe dekh kr, Na nazar mili Na zuban hili Yunhi sar jhuka k guzar gaye. Kabhi zulf per Kabhi chashm per Kabhi tere haseen wujood per, Jo pasand thay Meri kitab mein Wo shair sarey bikhar gaye. Mujhe yaad hai Kabhi aik thay Magar aaj hum hain juda juda, Wo juda huay To sanwr gaye Hum juda huay To bikhar gaye. Kabhi arsh per Kabhi farsh per Kabhi unke darr Kabhi darbadar, Ghum-E-Aashiqi Tera shukriya Hm kahan kahan se guzar gaye.

Eid Mubarak Wallpapers

 Eid Mubarak Wallpapers Eid Ul Adha Mubarak   Eid Mubarak Wallpapers Eid Ul Adha Mubarak

Nadan Dil

Kitab e taqdeer se kya shikwah ae dil e nadan Jab har shay ne mitt jana hay tu phir khwahish kaisi ..

Anmol Poetry

Itnay Anmol Thay K Khareed Na Saka Hum Ko Hairan Hain K Tere Hathon Bika Tu Bika Kaisay?

Meer Taqi Meer Best Poetry

Meer Taqi Meer Best Poetry

Kahan Ka Ishq Kahan Ki Wafa Aur Kahan Ki Mohabbat

Kahan Ka Ishq Kahan Ki Wafa Aur Kahan Ki Mohabbat Wo Log Bhi Guzar Gaye Aur Wo Dour Bhi Guzar Gaye.

Aik Sar Zameen E Ishq

Aik Sar Zameen E Ishq Hay

Kese Bhoool gaya wo guzre huwe din

Kese Bhoool gaya wo guzre huwe din Lagta nahi tha us ka dil mere bin Dosto se kaha karta tha wo b, Kiya ye b ji sakta hai mere bin Mazaq ban jaya karta tha jo Doston mein khud ko tanha samjta tha wo mere bin Isse hade diwangi kahoon ya pagalpan tasawar me wo batein kiya karta tha mere bin Wo mosmoon k badlny se darta nahi tha lekin bahar mein murjhaya karta tha mere bin Ab As tot gain uske aani ki Lagta hai Jina sekh chuka hai mere bin.

MUJHE BEHAD MOHABAT HAI

MUJHE BEHAD MOHABAT HAI Teray qadmo ki ahat se Teri haseen muskurahat se Teri batoon ki khushbu se Teri ankhon k jadu se Teri dil kash adaon se Teri qatil Aadaun se MUJHE BEHAD MOHABAT HAI! Teri rahon me rukne se Teri palkon k jhukne se Teray honton k hilne se Sehar-o-sham hatton pe tera hi naam likhne se Teray tesh-o-adawat se Teri be-jaa shikayat se Kahan tak kahun sanam mere TERI HAR EK ADAT SE MUJHE Behad MOHABAT HAI.

Top Class Punjabi Portey

Mitraan di chhatri ton ud gayee Ambaraan te launi e udaariyaan Phul koi vilayat wala lai gayaa Ghud da main reh gaya kyariyaan Mitraan di chhatri ton ud gayee Ambaraan te launi e udaariyan Ni bagiye kabutariye Kande rakhi karde reh gaye hai paur nazara lai gaye London to aye bawpari nath pa sone di lai gaye Pata nahi crazy kyon vilayat layee Sariyaan punjab ch kawariyaan Mitraan di chhatri ton ud gayee Saddi hik utte sapp littde ni jad turdee hulara khake Hunn bangi badi valataan ni tu belly button pawa ke Mitraan da gadda aj bhul gayi Kare limozine vich tu sawariyaan Mitraan di chhatri ton ud gayee Sondi si toot di chaahvein ni tu path da sahrahna laa kay Kaaton bhul gayi din purane ni billo kachiya ambiyaan kha ke Langda galich jadon GaRrY yaar si Rakhdi si kholke tu bariya Mitraan di chhatri ton ud gayee,

Main tu Aashiq hun deewana na banana mujhko

Kachi dewaar hun Thokar na lagana mujhko Apni nazaron me Basa kr na girana mujhko Tumko ankhon me tasavvur ki tarh rakhta hun Dil me dhadkan ki tarh tum B basana mujhko Baat karne me jo mushkil ho tumhe mahafil me Main samajh jaoga nazron se batana mujhko Waada utana hi kro jitna nibha sakte ho Khvab pura jo na ho vo na dikhana mujhko Apne rishte ki nazakt ka bharm rakh lena Main to Aashiq hun deewana na banana mujhko.